Friday, October 14, 2011

Meri Her Nazar Teri Muntazir


Meri Her Nazar Teri Muntazir
Teri Her Nazar Kisi Aur Ki

Meri Zindagi Teri Bandagi

Teri Zindagi Kisi Aur Ki

Kabhi Waqt Jo Mile Tujhe

Zara AA K Dekh Mere Haal Ko,

Meri Her Ghari Tere Liye

Teri Her Ghari Kisi Aur Ki

Mujhe Sirf Teri Talab Thi

Par Jane Kion Tu Na Mila!!

"TU" Usay Mila Mere Sanam

Jisay Thee Talab Kisi Aur Ki.....
 

Wohi karwa’an, wohi raaste, wohi zindagi, wohi marhale …...
Magar apne apne maqam par kabhi tum nahi kabhi hum nahi...
  

गुज़र जाएगी ज़िन्दगी उसके बगैर भी 'फ़राज़'
वो हसरत-ए-ज़िन्दगी है शर्त-ए-ज़िन्दगी तो नहीं

-फ़राज़
 

Seekh Maujo'n se
"Ulajh" kr Jeeney ka Shaoor...

Sirf Sahil se Lipat jana
"Zindagi" Nahi Hoti...
 
 

Milay uljhanoo se fursat to zara dil se poch lena..,
Kia fursatoo mai hi yad karna MUHABBAT hai..
 
 

Monday, October 3, 2011


Bisaat-e-Dil Pe Ajab Hy Shikasta-e-Zaat Ka Lutf
Jahan Pe Jeet Attal Ho Wo Chaal Haar K Dekh