Monday, September 23, 2013



ज़िक्र-ए-दुनिया है या फ़िक्र-ए-रोज़गार
मोहब्बत में अब चाँद सितारों की बातें कहाँ



****************************



Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moaj’zey Se Kam Nahi


Raah-Guzar Pathar K Hai" Aur HumSafar Sheeshey Ka.
***************************


Kaash Kabhi Tum Parrh Paatey
Khamosh si Ye Guftugu Meri..!
******************************


Socho toh silwaton se bhari hai tamaam rooh
Dekho toh shikan bhi nahi hai libaas mein...!

*****************************


Teri nigaahn ne kya kah diya khudaa jaane
Palat ke rakh diye baadaakasho ne Peymane..


-Parwaz Naseer

******************************

Nigahoon se qatal kar dalo, Na ho takleef dono ko..!!
Tumhein khanjar uthaney ki, Humein Gardan jhukane ki

******************************

Gungunati huyi aati hai falak se boondein...!
Koi badal teri paazeib se takraya hai shayad

******************************

ab khwaab nahin koii phir zeesT ka kya karna_____
Har subah ko jee uthna_ har raaT ko mar jana


कब मिली थी कहाँ बिछड़ी थी हमें याद नहीं,
ज़िन्दगी तुझको तो बस ख़्वाब में देखा हमने..



****************************



Mukammal Chor Do Mujhko Ya Mere Ho Jao....!!
Mujhe Achha Nahi Lagta Tumhe Khona Tumhe Pana....!!



******************************



Har roz rotay howe kehti hai ye meri zindagi mujh se ..
Bus aik shakhs ki khatir tu mujhay barbaad na kar .. !!



*****************************




हाय ! किस दर्द से उसने ये लिक्खा होगा..
अब तो गाँव आया करो, सडकें पक्की हैं यहाँ..

******************************




इस क़दर कीमती तो न था मेरा चैन -ओ-सुकून

लूट कर ले गया वो किसी अनमोल खज़ाने की तरह

****************************


ज़रूरत दिन निकलते ही निकल पड़ती है डयूटी पर..
बदन हर शाम ये कहता है अब हड़ताल हो जाए..

*******************************


मशहूर बहुत है ....मेरे अलफ़ाज़ की तासीर
इक शख्स मगर मुझसे ...मनाया नहीं जाता

******************************



कुछ इस तरह से सौदा किया मुझसे वक़्त ने

तजुर्बे दे कर वो मेरी नादानियां ले गया …!

****************************

Are o aasmaan waale bata isme bura kya hai
Khushi ke chaar jhaunke gar idhar se bhi guzar jaaye..




- Sahir Ludhianwi


******************************


क़यामत हुई क़ाफ़िले से बिछड़ना
भटकता रहा उम्र भर एक लम्हा ****

Khud se mil kar bahut udaas tha aaj
Wo jo Hans Hans ke sab se milta hai...




-Makhmoor
कभी फुर्सत मिले तो दिल में उतर कर देख
हम चेहरे से इतने नज़र नहीं आते


बदलते वक़्त का इक सिलसिला सा लगता है

कि जब भी देखूँ उसे दूसरा सा लगता है


♥♥ Dekhe hain bohat humne hungame mohabbat ke♥♥
♥♥ Aaghaaz bhi ruswaayi, Anjaam bhi ruswaayi..♥♥


Ye Mera Ishq Tha, Ke Deewangi Ki Intehaa..!!
Uske Qareeb Se Guzar Gaye Uske Hi Khayalon Mein
Kuchh khabar ho saki na tere bagair
Kab bahaar aayi kab khizaa aayi..


-Safiya Shameem


धूप से डर गये जब मेरे हम-सफ़र,
मेरा साया मेरे साथ चलने लगा
- अंसार

Saturday, September 21, 2013

Jam'a Karte Ho Kyu'n Raqeebo'n Ko
Ik Tamaashaa Huaa Gila Na Huaa 

 

 

Thursday, September 19, 2013

Guzar gaya who waqt jab teri hasrat thi mujhe

Ab tu khuda bhi ban jaye to bhi tere sajda na karu.

 

Wednesday, September 18, 2013

Dil Dhukaayaa Karoo... Ijaazat Haiiii.......
Chorh Jaanay Kii Baat Mat Karnaaa.....!!!