Tuesday, April 30, 2013

बहुत रोओगे हमको याद करके
तुम्हें इतना बिगाड़े जा रहे हैं

खिज़ां की उम्र भी आने को है अब
चले आओ कि जाड़े जा रहे हैं
 
~मनीष शुक्ला
प्यास की शिद्दत के मारों की अज़ीयत देखिये
खुश्क आँखों में नदी के ख्वाब पत्थर हो गए
अज़ीयत: परेशानी

सबके सब सुलझा रहे हैं आसमां की गुत्थियाँ
मसअले सारे ज़मीं के हाशिये पर हो गए

हमने तो पास-ए -अदब में बंदा परवर कह दिया
और वो समझे कि सच में बंदापरवर हो गए
 
~मनीष शुक्ला
मैं हूँ बिखरा हुआ दीवार कहीं दर हूँ मैं 
तू जो आ जाय मेरे दिल में तो इक घर हूँ मैं 

कल मेरे साथ जो चलते हुए घबराता था 
आज कहता है तिरे कद के बराबर हूँ मैं 

इससे मैं बिछडू तो पल भर में फना हो जाऊं 
मैं तो खुशबू हूँ इसी फूल के अंदर हूँ मैं 

~
मेहर गेरा
दास्ताँ दिलचस्प थी वो धूप, तितली, फूल की 
वक्त बदले में मगर मेरी जवानी ले गया 

मेरी बातें अनसुनी कीं, मेरा चेहरा पढ़ लिया 
लफ्ज़ उसने फेंक डाले और मानी ले गया 

रूप का दरिया था वो, सब बुत बने देखा किये
हमको पत्थर कर गया ज़ालिम रवानी ले गया 

~
सैयद फ़ज़लुल मतीन
अदावत दिल में रखते हैं मगर यारी दिखाते हैं
न जाने लोग भी क्या क्या अदाकारी दिखाते हैं

यकीनन उनका जी भरने लगा है मेज़बानी से
वो कुछ दिन से हमें जाती हुई लारी दिखाते हैं

डराना चाहते हैं वो हमें भी धमकियाँ देकर
बड़े नादान हैं पानी को चिंगारी दिखाते हैं

~वीरेन्द्र खरे 'अकेला'.

Wednesday, April 24, 2013

Ajab Hain Raastay Mere
K Chalna B Nahi Mumkin,
Zara Thokar Jo Lag Jaye
Sambhlna B Nahi Mumkin.
Tera Chehra Meri Nazron
Me Dhundla Sa Na Ho Jaye,
K aB Bheegi hoi Palkon
ko Malna b nahi Mumkin.
Mile hain baad Muddat
K Bala k Sard hon Lehje,
K Jalna b nahi Mumkin Pighalna b nahi Mumkin.
Ta'alluq Toot Jany se
Umeeden Toot jati hain,
Dilon me Hasraten Le
kar Behlna b nahi Mumkin.
Bohat Nakamiyan le kar
Huwa hon khak ka Qaidi,
Chalo ab aaj se gar se
Nikalna b nahi Mumkin.
Usy itna na socha kar
Teri aadat na par jaye,
Phir aisi aadtein sajiD
Badalna b nahi Mumkin.
MERE Be-Rabt Khyalat
Me Kya rakha Hai,
Main tu Pagal Hon Meri
Baat me Kya rakha Hai.

Baandh rakha Hai Teri
Yad Ne maazi Se Mujhe,
Warna Guzray Huway
Lamhaat me Kya
Rakha Hai.

Meri takmeel teri Zaat
Se Hi Mumkin Hai,
To Alag Ho tu meri Zaat
Me Kya rakha Hai.

Yeh Shab-o-roz tere Dum
Se Hi Tabinda Hain,
Warna in Gardash-e-Halaat me Kya rakha Hai.

UMAR BHAR Sath Nibhao
Tu Koi Baat Banay,
Chand lamhon ki Mulaqat
Me Kya rakha Hai.

MUJHE Kaisay YaQeen
Aye?
Mohabbat Tum Nay B
Ki Hai,

Tumhain Jab B Kabhi
MUJHE Kaisay YaQeen
Aye?
Mohabbat Tum Nay B
Ki Hai,

Tumhain Jab B Kabhi
 Dekha,
Sada Khush Bash Hi Paya,
Hamesha Hanstae Rehte
Ho,
Kabhi Rotay Nahi Paya,
Kabhi Ghamgen Nahi
Dekha,,

Hamesha Mast Rehte Ho,
Mohabbat Karnay Walon
Per,
Kabhi Masti Nahi Chati,
Kabhi Ronaq Nahi Ati,
Na Wo Sarsabz Hotay
Hain,
Mohabbat Karnay Walay
Dil,
Hamesha Zard Hotay
Hain,

Tu Phir Kaisay Yaqeen
Kar Lon?
Mohabbat Tum Nay B
Ki Hai.

MOHABBAT roth jaye tu
Usy baahon me le lena.
Bohat hi pas kar k tum
Usy janay nahi dena.
Wo daman bhi churaye
Tu usy qasam dy dena.

Dilon k mamlon me tu
khatayn ho hi jati hain.
Tum in khata0n ko
Bahana mat bana lena.

Mohabat me rothna tu
Ek rasam hai Zamany ki.
Mohabat rooth jaye tu usy
Jaldi mana lena.

Main ne Tu usy apne
Dil me Basa lia Tha.
Wo kehta raha Main
Bichr jaon Tu Kisi Or
Se Dil laga lena.
 

Nigahon ke tasadum se ajab takraar karta hai.
Yaqin kaamil nahi  lekin gumaan hai Pyar karta hai.

Laraz jata hun main ye soch ke kafir na ho jaon,
Tabiyat us ki pooja pe bada israar karti hai.

Usy maloom hai shayed mera dil hai nishanay par,
Labon se kuch nahi kehta nazar se waar karta hai.

Main us se pochta hun khuwab mein,
Mujh se Mohabbat hai.?
Phir aankhain khol deta hun wo jab izhaar karta hai.
 
 
tasadum = Impact