Saturday, September 17, 2011

Balaa se jaaye agar karobaar jata hai

Kadam badhane mein khatra hai maut ka lekin,
Mein laut'ta hoon to sara waqar jata hai.

Mein apna lehza to tabdeel kar nahi sakta,
Balaa se jaaye agar karobaar jata hai.

- Munawwar Rana

*waqar = image

No comments:

Post a Comment