Tuesday, November 12, 2013

Lyrics by Ahmed Faraz

Jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya
Aaj kya janiye kya yaad aaya

Yaad aya tha bicharna tera
Phir nahi yaad ke kya yaad aaya

 Yeh mohabbat bhi hai kya rog ‘Faraz’
Jis ko bhoole woh sada yaad aaya

No comments:

Post a Comment